Haqeeqaton Ki To Bad-Soorti Hai Apni Jagah Wasi
Magar Mein Khuwaab Bohat Dil Nasheen Dekhta Hun

xai

 
Tarapta Dekh Kar Mujhko Hansay Phir Khoob Farmaya
Giraftaar-e-Mohabbat Hai Isay Yunhi Tarapnay Do

xai

 
Waqt Bhi Leta Hai Karwatein Kaisi Kaisi
Umr Itni To Nahi Par Sabaq Bohat Seekh Liya

xai
 
Bahaa Kar Aansu Mere Wo Kehte Hain Meer
Tumhari Aankhon Mein Paani Kitna Haseen Lagta Hai

xai

 
Be-Wafai Thi Jo Musalsal Mere Sath Hui
Jeet Uski Hui... Aur Mujhe Maat Hui

xai
 
Dil Ka Zakhm Dikhaya Nahi Jayega
Gham Ka Qissa Har Bar Sunaya Nahi Jayega
Jee Bhar K Dekh Lena Is Chehre Ko
Bar Bar Kafan Hataya Nahi Jayega

xai

 
Ik Parchai Meri Baahon Ka Aangan Chor Kar Mohsin
Khud Bhi Awaara Hui Mujhko Bhi Tanha Kar Gayi

xai

 
Mujhe Tha Zaaum Magar Mein Bikhar Gaya Wasi
Wo Raiza Raiza Tha Magar Apne Ikhteyaar Mein Tha..!!!

xai

 
Tori Jo Us Ne Hum Se To Jori Raqeeb Se..
Insha! Tu Mere Yaar Kay Bas Tor Jor Dekh !!!

xai

 
Hazaaron Aur Manzar Thay Tumhare Husn Se Barh Kar
Nazr Ka Jee Bhi Lalchaya.. Yeh Kaafir Dil Nahi Maana..!!

xai

    Author

    ครเŦ אคเ

    4 & 2 Line (Couplets) Archives

    September 2012
    August 2012
    July 2012
    June 2012
    May 2012
    April 2012
    March 2012
    February 2012

    Categories

    All
    2 Line Couplets
    4 Lines Poetry
    Urdu Poetry On Wallpaper

    Protected by Copyscape Web Plagiarism Detector